Funny Hindi Shayari, Kitno Se Pyar Kiya
तेरा प्यार पाने के लिए
मैंने कितना इंतज़ार किया,
और उस इंतज़ार में न जाने
कितनों से प्यार किया।
Tera Pyar Paane Ke Liye
Maine Kitna Intezar Kiya,
Aur Uss Intezar Mein Na Jaane
Kitno Se Pyar Kiya.

Funny Shayari for Friends, Jise Koyal Samjha
जिसे कोयल समझा वो कौवा निकला,
दोस्ती के नाम पर हौवा निकला,
जो रोकते थे हमें शराब पीने से,
आज उन्हीं की जेब में पौवा निकला।
Jise Koyal Samjha Wo Kauwa Nikla,
Dosti Ke Naam Par Hauwa Nikla,
Jo Rokte The Humein Sharab Peene Se,
Aaj Unhein Ki Jeb Mein Pauwa Nikla.
Comedy Shayari, Maara Hai Baap Ne
हम उसके इश्क में
इस कदर चोट खाए हुए हैं,
कल उसके बाप ने मारा था
आज भाई आये हुए हैं।
Hum Uske Ishq Mein
Iss Kadar Chot Khaye Huye Hain,
Kal Uske Baap Ne Maara Tha
Aaj Bhai Aaye Huye Hain.

Nimboo-Mirchi Bhi Latkaya Karo
बहुत खूबसूरत हो तुम फूल की तरह,
खुद को दुनिया कि नजर से बचाया करो,
सिर्फ आँखों में काजल ही काफी नहीं,
गले में नीम्बू-मिर्ची भी लटकाया करो।
Bahut Khoobsurat Ho Tum Phool Ki Tareh,
Khud Ko Duniya Ki Najar Se Bachaya Karo,
Sirf Aankhon Mein Kaajal Hi Kafi Nahi,
Gale Mein Nimboo-Mirchi Bhi Latkaya Karo.
Teri GirlFriend Gayi Bazaar
ट्विंकल ट्विंकल लिटिल स्टार,
तेरी गर्लफ्रेंड गई बाजार,
उसको मिल गया दूसरा यार,
उसके संग वो हो गई फरार,
अब तू बैठ के मक्खी मार।
Twinkle Twinkle Little Star,
Teri GirlFriend Gayi Bazaar,
Usko Mil Gaya Doosra Yaar,
Uske Sang Wo Ho Gayi Faraar,
Ab Tu Baithh Ke Makkhi Maar.
Categories
- Aankhein Shayari
- Attitude Shayari
- Barish Shayari
- Beauty Shayari
- Bewafa Shayari
- Birthday Shayari
- Bollywood Shayari
- Broken Heart Shayari
- Dard Shayari
- Desh Bhakti Shayari
- Dil Shayari
- Dooriyan Shayari
- Dua Shayari
- Friendship Shayari
- Funny Shayari
- Gam Shayari
- Good Morning Shayari
- Good Night Shayari
- Heart Touching Shayari
- Hurt Shayari
- Insaniyat Shayari
- Intezaar Shayari
- Judai Shayari
- Life Shayari
- Loneliness Shayari
- Love Shayari
- Maa Shayari
- Maut Shayari
- Motivational Shayari
- Romantic Shayari
- Sad Shayari
- Sharab Shayari
- Shayari Collection
- Tears Shayari
- Two Line Shayari
- Yaad Shayari
Popular Shayari
- Funny Shayari about Shaadi
- Love Funny Shayari, Mohabbat Ka Mukaddma
- Doodh Maangoge Kheer Denge
- Mobile Recharge Kara Do
- Girlfriend Funny Shayari, Sab Unpe Mar Mite
- Shayari Funny, Kaan Khol Ke Sun Lo
- Mat Kar Haseeno Se Mohabbat
- Unke Haath Peele Ho Gaye
- Taj Mahal Mahenga Padega
- Ladki Ka Baap Kya Jaane

Best Hindi Shayari, Latest Ro
